Hindi
Namasthe
Main yeh site to har din liktha hoon yeh sochke ki jyada log isko padke samaj sake.
agar mere likhawat main kuch galti hui tho maaf kar dijiye .
Main Jo gaana sun raha hoon ya sunna chahta hoon usko har din ka post pe ” Soundtrack ” liktha hoon.
Agar kuch likhawat ya tasweer aapko nazar nahin aayi to aap ” reload ” dabayeye.
kahi bar main jab ” Where I am map ” ko update karta hoon usme kahin galtiyan ho jaati hain.
main sabko jitna jaldi ho sake utna jaldi teek kar doonga.
Yeh ” Archieve ” page ab tak katam nahin hui.
Haste rehna.
Print This Page








